Koi laakh karay chaturai, karam ka laikh mitay na re bhai beautifully sung by Kavi Pardeep.
Lyrics
Koi Lakh kare chaturai karm ka lekh mite na re bhai
Karm ka lekh mite na re bhai
zara samjo iski sachai re karam ka lekh mite na re bhai
Is duniya me bhagye ke aage chalna kisi ka upaiye
kagad ho to sab koi banche karam na bancha jai
Ek din Isi kismat ke karan banko gaye the raghu rai re
karam ka lekh mite na re bhai
Kahe manva dhiraj khota kahe tu nahak roye
apna sooch kabhi nahi hota bhagya kare to hoi
chahe ho raja chahe bhikhari thokar sabhi ne yaha khai re

What a wonderful song! Simple, heartfelt, realistic, not depressing.
ReplyDelete